TRUE ISLAMI DOSTI FORUM



Join the forum, it's quick and easy

TRUE ISLAMI DOSTI FORUM

TRUE ISLAMI DOSTI FORUM

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Best Online Entertainment Community


    Surah Aaraf Ayat no 187 and 188

    admin
    admin
    Admin
    Admin


    Posts : 154
    Join date : 2010-07-10
    Age : 36
    Location : PAKISTAN-AHMAD PUR EAST

     Surah Aaraf Ayat no 187 and 188 Empty Surah Aaraf Ayat no 187 and 188

    Post by admin July 30th 2010, 10:57 am

    Surah Aaraf:
    ayat no 187 & 188
    yeh log ap sy qayamat ky mutalliq sawal krtay hain k is ka waqoo kab hoga.Ap (S.A.W.W) farma diji-ay k is ka ilm sirf mayray rab he k pas hy.is k waqt per is siwa ALLAh k koi our zahir na karay ga.woh asman our zameen main bara hadsa hoga. is liay woh tum pr achanak a paray ge.woh Ap (S.A.W.W) sy is tarha pochtay hain jaysay goya Ap (S.A.W.W) is ki tehqiqaat kr chuckay hain.Ap farma diji-ay k is ka ilm khas ALLAH hi k pas hy. laikin aksar log nhn jantay. Ap (S.A.W.W) diji-ayk main khud apni zaatay khas k liay kisi naffay ka ikhtiaar nhn rakhta our na kisi zerer ka.magar itna hi jitna KHUDA TALLA ny chaha. our agar main ghaib ki batain janta too main buhat say munnafay hasil kr lia krta our koi muzzrat hi mujh pr waqayaa na hoti. main too mehaz azab sy daranay walla our ahkamay shiriaah bata k sawab ki basharat daynay walla hon un logoon ko jo imaan rakhtay hain.


    Subhanaallah

      Similar topics

      -

      Current date/time is May 8th 2024, 8:56 pm