TRUE ISLAMI DOSTI FORUM



Join the forum, it's quick and easy

TRUE ISLAMI DOSTI FORUM

TRUE ISLAMI DOSTI FORUM

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Best Online Entertainment Community


2 posters

    18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. )

    admin
    admin
    Admin
    Admin


    Posts : 154
    Join date : 2010-07-10
    Age : 36
    Location : PAKISTAN-AHMAD PUR EAST

    18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. ) Empty 18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. )

    Post by admin August 9th 2010, 5:04 pm

    * 18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. )
    _____________________________________________

    3 Ka. Ahtraam Kro : Ustaad. Waldain. Buzurg.

    3 Par Qaabu Rakho: Zuban. Ghussa. Nafs.

    3 Say Bacho........ : Buraai. Chugli. Hasad.

    3 Kay Liyeh Laro... : Watan. Izat. Haq.

    3 Ko. Sath Rakho.. : Sachai. Emaan. Naiki.

    3 Ko. Yaad Rakho.. : Ahsan. Nasehat. Maut
    avatar
    rasheed mughal


    Posts : 4
    Join date : 2011-11-16

    18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. ) Empty Re: 18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. )

    Post by rasheed mughal November 16th 2011, 10:51 am

    Toota toota ek parinda aise toota
    Ke phir jud naa paaya
    Loota loota kisne usko aise loota
    Ke phir ud naa paaya
    O o o o toota toota ek parinda aise toota
    Ke phir jud naa paaya
    Loota loota kisne usko aise loota
    Ke phir ud naa paaya
    Girta hua woh asma se
    Aakar gira zameen par
    Khwabon mein phir bhi badal hi the
    Woh kehta raha magar
    Ke allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
    Allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

    Kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha
    Kho ke aapne par hi to o o o
    Kho ke aapne par hi to usne tha ud naa sikha
    Gham ko aapne saath mein lele dard bhi tere kaam aayega
    Allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
    Allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega

    Aa aa aaa
    Tukde tuke ho gaya tha har sapna jab woh toota
    Tukde tuke ho gaya tha aa aaa aa
    Tukde tuke ho gaya tha har sapna jab woh toota
    Bhikre tukdon mein allah ki marzi ka manzar paayega
    Allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
    Allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
    Toota toota ek parinda aise toota
    Ke phir jud naa paaya
    Loota loota kisne usko aise loota
    Ke phir ud naa paaya
    Girta hua woh asma se
    Aakar gira zameen par
    Khwabon mein phir bhi badal hi the
    Woh kehta raha magar
    Ke allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
    Allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
    Allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
    Allah ke bande hasde allah ke bande
    Allah ke bande hasde jo bhi ho kal phir aayega
    avatar
    rasheed mughal


    Posts : 4
    Join date : 2011-11-16

    18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. ) Empty Re: 18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. )

    Post by rasheed mughal November 16th 2011, 10:53 am

    Behtareen Baatein

    Gunah Ka MoQa Na MiLna B Naimto’n Me Se Ek Naimat Hy.



    Preshani HaLaat Se Nahi KhayaLaat Se Peda Hoti Hy.



    Behtreen Aankh Wo Hy Jo HaQeeQat Ka Samna Kray.



    Dunya Me Sab Se MushkiL Kaam Apni iSLaah Krna Hy Or Sab Se Aasaan Kaam Dosray Pr TanQeed Krna.



    Nafrat DiL Ka PagaL’Pan Hy.

    iNsaan Zindagi Se Maayus Ho To Kaamyabi B Nakaami Nazar Aati Hy.



    Jab iNsaan Ki AQaL KaamiL Ho Jati Hy To Uski Guftagu Mukhtasir Ho Jati Hy.

    ‘HAZRAT Ali A.S’

    Sponsored content


    18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. ) Empty Re: 18 Golden Words Of Hazrat ALI ( A.S. )

    Post by Sponsored content


      Current date/time is March 29th 2024, 9:30 am